Assalamu Alaikum

Rahte Hain Mere Dil Main Armaan Madine Ke Lyrics

रहते हैं मेरे दिल में अरमान मदीने के

आक़ा आक़ा आक़ा आक़ा
आक़ा आक़ा आक़ा आक़ा

मुद्दत से मेरे दिल में है अरमाने-मदीना
रोज़े पे बुला लीजिए, सुल्ताने-मदीना

रहते हैं मेरे दिल में अरमान मदीने के
कब मुझ को बुलाएँगे सुल्तान मदीने के

रोते हैं तड़पते हैं, कहते हैं ये दीवाने
किस रोज़ बनेंगे हम मेहमान मदीने के

ए काश ! मदीने में सरकार जो बुलवा लें
हो जाएँ दिलो-जाँ से क़ुर्बान मदीने के

अब ताब नहीं मुझ में दूरी की शहे-बतहा
हो जाए बहम एक दिन सामान मदीने के

रहते हैं सदा उन के दिल कैफ़े-हुज़ूरी में
पढ़ते हैं क़सीदे जो हर-आन मदीने के

मेरे लिए अब, आसिफ़ ! ताज़ीम के लाइक हैं
वो संगो-शजर हों या इंसान मदीने के

===============In English===============

Rahte Hain Mere Dil Main Armaan Madine Ke

Aaqa ! Aaqa ! Aaqa ! Aaqa
Aaqa ! Aaqa ! Aaqa ! Aaqa

Muddat se mere dil main hai armaan e madina
Roze pe bula leejiye, sultaan e madina !

Rahte hain mere dil main armaan madine ke
kab mujh ko bula’aenge sultaan madine ke

Rote hain tadapte hain, kahte hain ye deewane
Kis roz banenge ham mehmaan madine ke

Ae kaash ! madine main sarkar jo bulwa lein
Ho ja’aen dil-o-jaa.n se qurbaan madine ke

Ab taab nahin mujh main doori ki shah e bat’ha
Ho ja’ae bahm aek din samaan madine ke

Rahte hain sada unke dil kaif e huzoori main
Padhte hain qaseede jo har-aan madine ke

Mere liye sab, “Aasif“! tazeem ke laayiq hain
Wo sang-o-shajar hon ya insaan madine ke

Naat Khaan : Asad Raza Attari

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button