Kaba Dikha De Maula

काबा दिखा दे मौला / Kaba Dikha De Maula का’बा दिखा दे, मौला ! मौला ! का’बा दिखा दे, मौला ! ‘उम्र बची है मेरी कहाँ मर ही न जाऊँ, मौला ! यहाँ का’बा दिखा दे, मौला ! मौला ! का’बा दिखा दे, मौला ! कभी गिर्द का’बे के मैं भी तो घूमूँ कभी मैं … Read more

Baraili tujhe Salaam | Ishq e Nabi Ki Sham’a Jala’ai Lyrics In HIndi And Roman English

इश्क़े-नबी की शमअ जलाई, तूने सुब्हो-शाम बरैली तुझे सलाम तेरे जीलों में जल्वा फ़िगन है, अहले-सुनन का इमाम बरैली तुझे सलाम आज भी तेरे, फ़ैज़ से आलम, नुरे-हिदायत पाता है है तू यक़िनन, अहले-सुनन का, मर्कज़े-इस्लाम बरैली तुझे सलाम, बरैली तुझे सलाम तेरे क़लम का, हर हर जुम्ला, तीर की मानिन्द चुभता है कुफ़्र का … Read more

Aye Saba Mustafa Se Kahe Dena

Aye saba Mustafa se kahe dena Gham ke Mare salaam kahete hain Yaad karte hain tum ko shaam-o-sahar Be-sahare salaam kahete hain Allah Allah Huzoor ki baatain Marhaba Rangon noor ki baatain Chand jinki balaain leta hai Aur sitaarain salaam kahete hain Jab muhammad ka naam aata hai Rahematon ka payaam aata hai Lab hamare … Read more

Husain Tumko Zamana Salam Kaheta Hai

Husain Tumko Zamana Salam Kaheta Hai

Husain tum ko zamana salam kaheta hai Husain tum ko zamana salam kaheta hai Tumhare sajde ko kaaba salam kaheta hai Jalaal e kubba e Khazra salam kaheta hai Chaman ka har gul-o-guncha salam kaheta hai Husain tum ko zamana salam kaheta hai Charagh, Masjid-o-Mimbar salam kahete hain Nabi Rasool-o-Payambar salam kahete hain Ali-o Fatima, … Read more

Durood e Ahle e Bait, Padhate Hain Gar Durood To Milta Sawab Hai

Durood e Ahle e Bait, Padhate Hain Gar Durood To Milta Sawab Hai

Allahumma salli ala sayyidina wa maulana muhammad wa’ala sayyidina Aliyyi- wwa-Sayyidatina Fatima Wa sayyidatina Zainab Wa sayyidina Hasan Wa Sayyidina Husain Wa’ala aalihi wa sahbihi wa baarik wa sallim Piyare nabi ki zaat par Rab ka durood hai Sultan e dojahan par sab ka durood hai Zahara pe bhejte jo durood-o-salam hai Voh sachche ghulam … Read more

Karbala Ke Jaan-Nisaaron Ko Salam

Karbala Ke Jaan-Nisaaron Ko Salam

Karbala ke jaan-nisaaron ko salam Fatima Zahara je piyaron ko salam Mustafa ke maah paaron ko salam Naujavanon gool-baharon ko salam Karbala teri baharon ko salam Jaan- nisaari ke nazaron ko salam Ya husain Ibn e Ali Mushkil Kusha Aapke sab jaan-nisaaron ko salam Akbar-o-Asgar pe jaan qurban ho Mere dil ke tajdaron ko salam … Read more

Sultan e Karbala Ko Hamara Salaam Ho

Sultan e karbala ko hamara salam ho Janan e Mustafa ko hamara salam ho Abbas e Namdar hain zakhmon se churchur Us paikar e raza ko hamara salam ho Akbar se naujavan bhi ran bhi ran me hue shahid ham shakl-e-mustafa ko hamara salam ho bhai, bhatije, bhanje, bhi sab ho gaye nisar har lal’e-be-baha … Read more