या रसूलल्लाह, या हबीबल्लाह
या रसूलल्लाह, या हबीबल्लाह
सल्ला अलयक या रसूलल्लाह
व सल्लम अलयक या हबीबल्लाह
अहल-व्व-सहलन मरहबा, या रसूलल्लाह
चारों तरफ़ नूर छाया, आक़ा का मीलाद आया
ख़ुश्यों का तूफ़ान लाया, आक़ा का मीलाद आया
अल्लाह ! अल्लाह ! अल्लाह ! अल्लाह ! अल्लाह
शम्सो-क़मर और तारे, क्युँ न हो ख़ुश आज सारे
उन से ही तो नूर पाया, आक़ा का मीलाद आया
ख़ुशियाँ मनाते हैं वोही, धूमें मचाते हैं वोही
जिन पर हुआ उन का साया, आक़ा का मीलाद आया
है शाद हर इक मुसलमाँ, करता है घर पर चराघा
गलियों को भी जगमगाया, आक़ा का मीलाद आया
मुख़्तारे-कुल माने जो उन्हें, नूरी बशर जाने जो उन्हें
नारा उसी ने लगाया, आक़ा का मीलाद आया
जो आज महफ़िल में आए, मन की मूरादें वो पाए
सब पर करम हो ख़ुदाया, आक़ा का मीलाद आया
ग़ौषुल-वरा और दाता ने, मेरे रज़ा और ख़्वाजा ने
सब ने यही दिन मनाया, आक़ा का मीलाद आया
नाते-नबी तुम सुनाओ, इश्क़े-नबी को बढ़ाओ
हम को रज़ा ने सिखाया, आक़ा का मीलाद आया
जिन को शजर जानते हैं, कहेना हजर मानते हैं
अैसा नबी हमने पाया, आक़ा का मीलाद आया
दिल जगमगाने लगे हैं, सब मुस्कुराने लगे हैं
इक कैफ़ सा आज छाया, आक़ा का मीलाद आया
कर ऐ “उबैद” उन की मिदहत, तुझ पर ख़ुदा की हो रहमत
तूने मुक़द्दर ये पाया, आक़ा का मीलाद आया
Ya Rasoolallah, Ya Habeeballah
Ya Rasoolallah, Ya Habeeballah
Salla alaik ya Rasoolallah
Wa sallam alaik ya Habeeballah
Ahl-wwa-sahlan marhaba, Ya Rasoolallah
Charon taraf noor chhaaya,
Aaqa ka meelad aaya
Khushiyon ka paigham laaya,
Aaqa ka meelad aaya
Allah ! Allah ! Allah ! Allah ! Allah
Shams-o-Qamar Aur Taare,
kyoon na ho khush aaj saare
Unse hi to noor paaya,
Aaqa ka meelad aaya
Allah ! Allah ! Allah ! Allah ! Allah
Khushiyan manaate hain vohi,
Dhoomen Machaate hain vohi
Jin par huaa unka saaya,
Aaqa ka meelad aaya
Allah ! Allah ! Allah ! Allah ! Allah
Hai Shaad har aek Muslaman,
Karta Hai Ghar par charaagha
Galiyon ko bhi jagmagaaya,
aaqa ka meelad aaya
Allah ! Allah ! Allah ! Allah ! Allah
Mukhtaar e Kul maane jo unhain,
Noori Bashar jaane jo unhain
Naara usi ne lagaaya,
Aaqa ka meelad aaya
Allah ! Allah ! Allah ! Allah ! Allah
Jo aaj mahefil main aa’ae,
Man ki Muraaden voh paa’ae
Sab par karam ho, khudaaya,
Aaqa ka meelad aaya
Allah ! Allah ! Allah ! Allah ! Allah
Ghausul-Waraa aur Daata ne,
Mere Raza aur Khaja ne
Sab ne yahi din manaaya,
Aaqa ka meelad aaya
Allah ! Allah ! Allah ! Allah ! Allah
Naat e Nabi tum suna’ao,
Ishq e Nabi ko badha’ao
Ham ko Raza ne sikhaaya,
Aaqa ka meelad aaya
Allah ! Allah ! Allah ! Allah ! Allah
Jisko Shajar jaante hain,
Kahena Hajar maanate hain
Aesa Nabi hamne paya,
Aaqa Ka meelad aaya
Allah ! Allah ! Allah ! Allah ! Allah
Dil Jhagmagane lage hain,
Sab muskurane lage hain
Ek kaif sa aaj chhaaya,
Aaqa ka meelad aaya
Allah ! Allah ! Allah ! Allah ! Allah
Kar aye “Ubaid” Unki Midhat,
Tujh Par khuda ki ho rahemat
Toone muqaddar ye paaya,
Aaqa ka meelad aaya
Allah ! Allah ! Allah ! Allah ! Allah
Shayar : Owais Raza Qadari
Naat Khaan : Owais Raza Qadari