Mere Ghaus Piya Jilani | Hain Mahboob e Subhani Lyrics In Hindi And Roman English

मेरे ग़ौष पिया जीलानी, हैं महबूबे-सुब्हानी
मेरे ग़ौष पिया जीलानी, हैं महबूबे-सुब्हानी

छूटती है तो छूटे दुनिया, ग़ौष का दामन ना छोड़ेंगे
अपने गले में ग़ौष का पट्टा, ग़ौष का दामन ना छोड़ेंगे

ग़ौष का दामन कैसे छोड़ें, जिस्मो-रूह का नाता उनसे
उनसे ठहरा दीन का रिश्ता, ग़ौष का दामन ना छोड़ेंगे

वलीयों ने दी उन को सलामी, अब्दालों ने की है ग़ुलामी
ऊँचा रहेगा उन का झंडा, ग़ौष का दामन ना छोड़ेगे

ग़ौष के दर पर उम्र गुज़ारी, ग़ौष के दर के हम हैं भिखारी
इस खूंटे से खुद को बांधा, ग़ौष का दामन ना छोड़ेगे

उन के हाथ में हाथ दिया है, खुद को उजागर बेच दिया है
अब न कभी छोड़ेंगे वल्लाह, ग़ौष का दामन ना छोड़ेंगे

ग़ौषे-पाक के चाहने वालों, साथ उबैद के मिल के कह दो
मरते दम तक इंशाअल्लाह, ग़ौष का दामन ना छोड़ेंगे



Mere ghaus piya jilani, Hain mahboob e sub’haani
Mere ghaus piya jilani, Hain mahboob e sub’haani

Choot’ti hai to chhote duniya, ghaus ka daaman na chhodenge
Apne gale main ghaus ka patta, ghaus ka daaman na chhodenge

Ghaus ka daaman kaise chhoden, jism-o-rooh ka naata unse
Unse thahra deen ka rishta, ghaus ka daaman na chhodenge

Waliyon ne di unko salaami, abdaalon ne ki he ghulaami
Uncha rahega unka jhanda, ghaus ka daaman na chhodenge

Gaus ke dar par umar guzaari, ghaus ke dar ke ham hain bhikaari
Is khunte se khud ko bandha, ghaus ka daaman na chhodenge

Unke haath main haath diya hai, Khud ko “Ujagar” bech diya hai
Ab na kabhi chhodenge wallah, ghaus ka daaman na chhodenge

ghause pak ke chahne walon, sath “Ubaid” ke mil ke kehdo
marte dam tak insha allah, ghaus ka daaman na chhodenge

 

Shayar : Allama Nisar Ali Ujagar
Naat Khaan : Owais Raza Qadri

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top