Ham ne Aankhon Se Dekha Nahin Hain Magar Unki Tasweer Lyrics
हम ने आँखों से देखा नहीं है मगर
हम ने आँखों से देखा नहीं है मगर
उन की तस्वीर सीने में मौजूद है
जिस ने ला कर कलामे-ईलाही दिया
वो मोहम्मद मदीने में मौजूद है
फूल खिलते हैं पढ़ पढ़ के सल्ले-अला
झूम कर कह रही है ये बादे-सबा
ऐसी ख़ुश्बू चमन के गुलों में कहाँ
जो नबी के पसीने में मौजूद है
हम ने माना के जन्नत बहुत है हसीं
छोड़ कर हम मदीना न जाएँ कहीं
यूँ तो जन्नत में सब है मदीना नहीं
और जन्नत मदीने में मौजूद है
छोड़ना तेरा तैबा गवारा नहीं
सारी दुनिया में ऐसा नज़ारा नहीं
ऐसा मंज़र ज़माने में देखा नहीं
जैसा मंज़र मदीने में मौजूद है
बे-सहारों को सीने से चिमटा लिया
जिस ने जो माँगा उस को अता कर दिया
वो फ़क़ीरों के अफ़सर शहे-अंबिया
वो मुहम्मद मदीने में मौजूद है
==============In English===============
Ham Ne Aankhon Se Dekha Nahin Hai Magar Lyrics
Ham ne aankhon se dekha nahin hain magar
Unki tasweer seene main maujood hai
Jis ne laakar kalaam e ilaahi diya
Wo Muhammad madine main maujood hai
Phool khilte hain padh padh ke saley-ala
Jhoom kar kah rahi hai ye baad e saba
Aesi khushboo chaman ke gulon main kahan
Jo Nahi ke paseene main maujood hai
Ham ne maana ke jannat bahut hai hasee.n
Chhod kar ham madina na ja,aen kahin
Yoo.n to jannat main sab hai madina nahin
Aur jannat madine main maujood hai
Chhodna tera taiba gawaara nahin
Saari duniya main aesa nazaara nahin
Aesa manzar zamaane main dekha nahin
Jaisa manzar madine main maujood hai
Be-sahaaron ko seene se chimta liya
Jis ne jo manga usko ata kar diya
Wo faqeeron ke afsar shah e ambiya
Wo Muhammad madine main maujood hai
Naat Khaan :
Syed Abdul Qadir Al-Qadri,
Ghulam Mustafa Qadri