Huzoor Meri To Saari Bahaar Aap Se Hain

हुज़ूर मेरी तो सारी बहार आप से हैं
मैं बे-क़रार था, मेरा क़रार आप से है

मेरी तो हस्ती ही क्या है, मेरे ग़रीब-नवाज़
जो मिल रहा है मुझे सारा प्यार आप से है

गुनाहगार हुँ, आक़ा बड़ी नदामत है
क़सम ख़ुदा की ये मेरा वक़ार आप से है

मुहब्बतों का सिला अैसे कोन देता है
सुनहरी जालियों में यारे-ग़ार आप से है

कहाँ वो अर्ज़े-मदीना, कहाँ मेरी हस्ती
ये हाज़री का सबब बार बार आप से है

हुज़ूर आप की याद में अश्क़ रहमत हैं
ये तेरी आँख, “ज़िया” अश्क़-बार आप से है



Huzoor mari to saari bahaar aap se hain
Main be-Qaraar tha, mera qaraar aap se hai

Meri to hasti hi kya hai, mere Ghareeb-Nawaz
Jo mil raha hai mujhe saara piyaar aap se hai

Gunaahgaar hun, Aaqa Badee nadaamat hai
Qasam khuda ki ye mera waqaar aap se hai

Mohabbaton ka sila kon aaise deta hai
Sunehri jaaliyon main Yaar e Ghaar aap se hai

Kahaa.n voh Arz e Madina, kahaa.n meri hasti
Ye hazari ka sabab baar baar aap se hai

Huzoor aap ki yaadon main ashq rahmat hain
Ya teri aankh “Ziya” ashq-bar aap se hai

Shayar : Muhammad Rafiq Ziya Qadri
Naat Khaan : Owais Raza Qadri

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top