जीलानी जीलानी जीलानी, जीलानी जीलानी जीलानी

शाहबाज़े-ला-मकानी, क़िंदीले-नूरानी
शाहबाज़े-ला-मकानी, क़िंदीले-नूरानी
मैं ग़ौष का दीवाना हूँ, मैं ग़ौष का मस्ताना हूँ
मेरी नस्लों का नारा है, मैं ग़ौषे-पाक के सदक़े
यही मेरा अक़ीदा है, मैं ग़ौषे-पाक के सदक़े
मेरी नस्लों का नारा है, मैं ग़ौषे-पाक के सदक़े
फ़ज़ाएँ भी महकती हैं जो चूमे ग़ौष का रोज़ा
वो गुम्बद क्या महकता है, मैं ग़ौषे-पाक के सदक़े
मेरी नस्लों का नारा है, मैं ग़ौषे-पाक के सदक़े
मैं ग़ौष का दीवाना हूँ, मैं ग़ौष का मस्ताना हूँ
यहाँ भी ग़ौषे-आज़म का, वहाँ भी ग़ौषे-आज़म का
फ़क़त उन से ही रिश्ता है, मैं ग़ौषे-पाक के सदक़े
मेरी नस्लों का नारा है, मैं ग़ौषे-पाक के सदक़े
जो सदमा ग़म का लगता है, ‘करम या ग़ौष’ कहता हूँ
मेरी माँ ने सिखाया है, मैं ग़ौषे-पाक के सदक़े
मेरी नस्लों का नारा है, मैं ग़ौषे-पाक के सदक़े
मैं ग़ौष का दीवाना हूँ, मैं ग़ौष का मस्ताना हूँ
मेरी है दोस्ती उन से जो आशिक़ ग़ौषे-आज़म के
ज़ुबाँ पे उन के रहता हूँ, मैं ग़ौषे-पाक के सदक़े
मेरी नस्लों का नारा है, मैं ग़ौषे-पाक के सदक़े
वसीला ग़ौष का माँगो. दुआएँ रद नहीं होती
ख़ुदा को ग़ौष प्यारा है, मैं ग़ौषे-पाक के सदक़े
मेरी नस्लों का नारा है, मैं ग़ौषे-पाक के सदक़े
मैं ग़ौष का दीवाना हूँ, मैं ग़ौष का मस्ताना हूँ
मुझे दरबारे-ग़ौषे-पाक ने सिखलाए हैं आदाब
क़दम रुक रुक के उठता है, मैं ग़ौषे-पाक के सदक़े
मेरी नस्लों का नारा है, मैं ग़ौषे-पाक के सदक़े
उजागर हो गया क़ुर्बान ईदे-ग़ौषिया आई
दरे अक़दस पे पहूँचा है, मैं ग़ौषे-पाक के सदक़े
मेरी नस्लों का नारा है, मैं ग़ौषे-पाक के सदक़े
मैं ग़ौष का दीवाना हूँ, मैं ग़ौष का मस्ताना हूँ
शाहबाज़े-ला-मकानी, क़िंदीले-नूरानी
शाहबाज़े-ला-मकानी, क़िंदीले-नूरानी
==================in English==================
Jeelani jeelani jeelani, jeelani jeelani jeelani

Shah-baaz e laa-makaani, Qindeel e noorani

Main ghaus ka diwana hun, main ghaus ka mastaana hun
Meri naslon ka naara hai, main ghaus e paak ke sadqe
Yahi mera aqeeda hai, main ghaus e paak ke sadqe
Meri naslon ka naara hai, main ghaus e paak ke sadqe
Fazaaen bhi mahkti hain jo choomen ghaus ka roza
Wo gumbad kya mahkta hai, main ghaus e paak ke sadqe
Meri naslon ka naara hai, main ghaus e paak ke sadqe
Main ghaus ka diwana hun, main ghaus ka mastaana hun
Yahan bhi ghaus e aazam ka, vahan bhi ghaus e aazam ka
Faqat unse hi rishta hai, main ghaus e paak ke sadqe
Meri naslon ka naara hai, main ghaus e paak ke sadqe
Jo sadma gham ka lagta hai, ‘karam ya ghaus’ kahta hun
Meri maan ne sikhaaya hai, main ghaus e paak ke sadqe
Meri naslon ka naara hai, main ghaus e paak ke sadqe
Main ghaus ka diwana hun, main ghaus ka mastaana hun
Meri hai dosati un se jo Aashiq ghaus e aazam ke
Zubaan pe unke rahta hun, main ghaus e paak ke sadqe
Meri naslon ka naara hai, main ghaus e paak ke sadqe
Wasila ghaus ka maango duaaen rad nahin hoti
Khuda ko ghaus pyaara hai, main ghaus e paak ke sadqe
Meri naslon ka naara hai, main ghaus e paak ke sadqe
Main ghaus ka diwana hun, main ghaus ka mastaana hun
Mujhe darbaar e ghaus e paak ne sikhla’ae hain aadaab
Qadam ruk ruk ke uthta hai, main ghaus e paak ke sadqe
Meri naslon ka naara hai, main ghaus e paak ke sadqe
“Ujagar” ho gaya qurbaan eid e ghausiya aa’ai
Dar e aqdas pe pahuncha hai, main ghaus e paak ke sadqe
Meri naslon ka naara hai, main ghaus e paak ke sadqe
Main ghaus ka diwana hun, main ghaus ka mastaana hun
Shah-baaz e la-makani, qindeel e noorani

Shayar : Allama Nisar Ali Ujagar
Naat Khaan : Hafiz Do. Nisar Ahmad Marfaani