Sallay Ala Pukaro Sarkar Aa Rahe Hain

Allahumma sallay ala sayyidina muhammadin Sallay ala pukaro, sarkar aa rahe hain Utho aye be-sahaaron, sarkar aa rahe hain Allahumma sallay ala sayyidina muhammadin Maulood ki ghadi hai, chalo Aamena ke ghar par Aye khuld ki bahaaron, sarkar aa rahe hain Jo mangna hai mango, jo lena hai so lelo Duniya ke taajdaaron, sarkar aa … Read more

Barahwin Ka Chand Aaya Barahwin Ka Chand Aaya

Barahwin ka chand aaya, barahwin ka chand aaya Barahwin ka chand aaya, barahwin ka chand aaya Jhande lagaao, ghar ko sajhaao Kar ke charaagha, khushiyaan manaao Bachcha bachcha muskuraaya, barahwin ka chand aaya Khushiyon ka taufa laaya, barahwin ka chand aaya Shaadmani ke taraane, gunjhte hain dahar main Wajhad main har shakhs aaya, barahwin ka … Read more

Muhammad Mustafa Aae Bahaar Andar Bahar Aai

Muhammad Mustafa aae bahaar andar bahar aai Zamee.n ko choomne jannat se khushboo baar baar aai Janaab e Aamena ka chand jab chamka zamaane main Qamar ki chaandani qadmon pe hone ko nisaar aai Badee mayoos thi Dayi Halima jab gaai Makke Magar aai to lekar do-jahan ka taajadaar aai Halima jo-jahan qurbaan hon tere … Read more

Barahwin ka Noor Dil Pe Chha Gaya

Barahwin ka noor dil pe chha gaya,aa ga’ae nabi Ga’ae nabi Noor se sajha ‘arsh e kibriya, aa ga’ae nabi aa ga’ae nabi Parchamon ki hai bahaar, hai khushi ye shaandaar Har taraf baras rahi hairahematon ki fuwwar Har taraf samaa.n kaif se bhara, Aa ga’ae nabi aa ga’ae nabi Har Ghulaam e Mustafa kahe … Read more

Falak Ke Nazaaro Zameen Ki Bahaaron

Falak ke nazaaro, zameen ke bahaaro Sab eiden manaau, Huzoor aa ga’ae hain Utho Gham ke maaron, chalo be-saharo Khabar ye sunaau, Huzoor aa ga’ae hain Anokha niraala, voh zi-shaan aaya Voh saare Rasoolon, ka sultaan aaya Are kajh-kulaaho.n, Are badshaaho.n Nigaahe.n jhukaalo, Huzoor aa ga’ae hain Huwa chaar-soo rahematon ka basera Ujhala ujhala, savera … Read more

Kon Shahr e Makka Main Sub’h Sub’h Aaya Hai

Kon shahr e makka main sub’h sub’h aaya hai Jis ke noor se aalam saara jhagmagaaya hai Ghaib se nidaa aayi Aamena mubarak ho Toone rahemat  e haqq se noor haqq ka paaya hai Thi Nidaa Shab e Asra, Udnoo-Minni Maheboob Be dhadak chale aa’ao, hamne hi bulaaya hai Aql sab ki haira’n hai, dekh … Read more

Aaqa Ka Meelad Aaya | Charon Taraf Noor Chhaya Lyrics In Hindi And Roman English

या रसूलल्लाह, या हबीबल्लाह या रसूलल्लाह, या हबीबल्लाह सल्ला अलयक या रसूलल्लाह व सल्लम अलयक या हबीबल्लाह अहल-व्व-सहलन मरहबा, या रसूलल्लाह चारों तरफ़ नूर छाया, आक़ा का मीलाद आया ख़ुश्यों का तूफ़ान लाया, आक़ा का मीलाद आया अल्लाह ! अल्लाह ! अल्लाह ! अल्लाह ! अल्लाह शम्सो-क़मर और तारे, क्युँ न हो ख़ुश आज सारे … Read more