Assalamu Alaikum

Aala Hazrat Hamari Jaan Hai Lyrics In Hindi And Roman English

ईश्को-मोहब्बत, ईल्मो-हिकमत
आला हज़रत, आला हज़रत

आला हज़रत हमारी जान है
आला हज़रत हमारी जान है

मेरा अहमद रज़ा जिशान है
उन के मस्लक पे जाँ क़ुर्बान है

उन के दीवान का एक एक हर्फ़
ईश्के-अहमद का एक उन्वान है

जिक्र उन का कसौटी बन गया
सुन्नियत की बड़ी पहचान है

उन के मस्लक पे रख क़ाइम मुझे
तुझ से मेरी दुआ, रहमान है

शाइरी देखे तो युँ लगे
जारी हस्सान का फ़ैज़ान है

उस ने जो भी लीखा ऐसा लीखा
अक़ले-अहले-क़लम हैरान है

मैं “उबैदे-रज़ा” हुँ, जान लो
आला हज़रत मेरी पहचान है



Ishq-o-Mohabbat, Ilm-o-Hikamat
Aala Hazrat, Aala Hazrat

Aala Hazrat hamari jaan hai
Aala Hazrat hamari jaan hai

Mera ‘Ahnad Raza’ zee-shaan hai
Unke maslak pe jaa.n qurbaan hai

Unke deevaan ka aek aek harf
Ishq e Ahmad ka unwaan hai

Zikr unka kasoti ban gaya
Sunniyat ki badi pahchaan hai

Unke maslak pe rakh qayim mujhe
Tujh se meri duaa, rahmaan hai

Shayari dekhe to yoo.n lage
Jaari ‘Hassan’ ka faizaan hai

Usne jo bhi likha aaisa likha
Aql e Ahl e Qalam hairaan hai

Main “Ubaid Raza” Hun jan lo
Aala Hazrat meri pahchaan hai

Shayar : Owais Raza Qadri
Naat Khaan : Owais Raza Qadri

 

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button