Wah Kya Baat Aala Hazrat ki | Main Hoon Sunni Mera Dil Hai Diwaana Aala Hazrat ka

मेरे आक़ा-ओ-मौला ! सरकार आला हज़रत
मेरे आक़ा-ओ-मौला ! सरकार आला हज़रत

लाख जल्ते रहें दुश्मनाने-रज़ा
कम न होंगे कभी मद्ह-ख़्वाने-रज़ा
कह रहे हैं सभी आशिक़ाने-रज़ा
मस्लके-आला हज़रत सलामत रहे

वाह ! क्या बात आला हज़रत की
वाह ! क्या बात आला हज़रत की

मैं हूँ सुन्नी, मेरा दिल है दीवाना आला हज़रत का
मेरा मर्कज़ बना है आस्ताना आला हज़रत का

नबी के ‘इश्क़ में क़ुर्बान कर दी ज़िंदगी जिस ने
ज़माना जानता है ‘आशिकाना आला हज़रत का

रोज़े-महशर अगर मुझ से पूछे ख़ुदा
बोल आले-रसूल तु लाया है क्या ?
अर्ज़ कर दूँगा, लाया हूँ अहमद रज़ा
या ख़ुदा ! ये अमानत सलामत रहे

कभी भी आप ने ग़ैरों के हक़ में कुछ नहीं लिखा
नबी के वास्ते था शाइराना आला हज़रत का

गिरा देते हैं गुस्ताख़े-नबी को इक ही हमले में
कभी ख़ाली नहीं जाता निशाना आला हज़रत का

अहले-ईमान ! तू क्यूँ परेशान है
रहबरी को तेरी कंज़ुल-ईमान है
हर क़दम पर ये तेरा निगहबान है
या ख़ुदा ! ये अमानत सलामत रहे

वो जीती-जागती तस्वीर थे तक़्वा, तहारत के
था किर्दारे-मुक़द्दर सूफ़ियाना आला हज़रत का

कोई है मुफ़्ती-ए-आज़म, कोई ताजु-श्शरीआ है
अगर है ओर घरानों से घराना आला हज़रत का

नारा फ़ैज़े-रज़ा का लगाता रहो 
मुन्किरों के जिगर को जलाते रहो
और कलामे-रज़ा तुम सुनाते रहो
फै़ज़े-अहमद रज़ा ता-क़यामत रहे

नबी के नाम का सदक़ा लुटाते हैं वो रोज़ाना
मगर होता नहीं  है कम ख़ज़ाना आला हज़रत का

रसूले-पाक के गुस्ताख़ से थी दुश्मनी उन की
था उश्शाक़े-नबी से दोस्ताना आला हज़रत का

मैं नाज़ाँ हूँ कि, ए “आसिम” दयारे-आला हज़रत में
बि-हम्दिल्लाह ! खिला मैं ने फ़साना आला हज़रत का



Mere aaqa-o-maula ! sarkar aala hazrat
Mere aaqa-o-maula ! sarkar aala hazrat

Laakh jalte rahen dushmanaan e raza
kam na honge kabhi mad’ha-khaane raza
kah rahe hain sabhi aashiqaan e raza
Maslak e aala hazrat salaamat rahe

Wah ! kya baat aala hazrat ki
Wah ! kya baat aala hazrat ki

Main hoon sunni, mera dil hai diwaana aala hazrat ka
Mera markaz bana hai aastaana aala hazrat ka

Nabi ke ishq main qurbaan kar di zindagi jis ne
Zamaana janata hai ‘Aashiqana aala hazrat ka

Roz e mahshar agar mujh se poochhe khuda
Bol aal e rasool tu laaya hai kya ?
Arz kardunga laaya hun ahmad raza
Ya khuda ! ye amaanat salaamat rahe

Kabhi bhi aap ne ghairon ke haq main kuchh nahin likha
Nabi ke waste tha shairana aala hazrat ka

Gira dete hain gustaakh e nabi ko aek hi hamle main
Kabhi khali nahin jata nishana aala hazrat ka

Ahl e imaan too kyoo.n pareshaan hai
Rahbari ko teri kanzul-imaan hai
Har qadam par ye tera nigehbaan hai
ya khuda ! ye amaanat salaamat rahe

Wo jeeti-jaajti tasveer the taqwa, tahaarat ke
Tha jirdare e muqaddar soofuyaana aala hazrat ka

Koi hai Muftiy e Aazam, koi Taaju-shshareea hai
Alag hai aur gharaanon se gharaana aala hazrat ka

Naara faiz e Raza ka lagaata raho 
Minkeeron ke dilon ko jalaata raho
Aur kalaam e raza tum sunaate raho
Faiz e Ahmad Raza ta-qayaamat rahe

Nabi ke naam ka saqka lutaate hain wo rozaana
Magar hota nahin hai kam khazaana aala hazrat ka

Rasool e paak ke gustakh se thi dushmani unko
Tha ‘ushshaq e nabi se dostaana aala hazrat ka

Main naaza.n hun ke, Ae “Aasim” dayaar e aala hazrat main
Bee-hamdulillah ! likha main ne fasaana aala hazrat ka

Shayar : Muhammad Aasim-ul-Qadri Razvi
Naat Khaan : Hafiz Tahir Qadri
Hafiz Ahsan Qadri

 

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top