मैं क़ादरी, क़ादरी, क़ादरी हूँ क़ादरी
क़ादरी, क़ादरी, क़ादरी हूँ क़ादरी
क़ादरी फ़क़ीर, मैं हूँ फ़क़ीर फ़क़ीर
क़ादरी फ़क़ीर, मैं हूँ क़ादरी फ़क़ीर
क़ादरी, सरवरा, रहनुमा, दस्तगीर
ग़ौषे-आज़म, इमामे-मुबीं, बे-नज़ीर
ज़िक्र से तेरे टल जाएँ सब मुश्किलें
नाम से तेरे पाएँ रिहाई असीर
तू जिसे चाहे दे, जिस क़दर चाहे दे
तेरी बख़्शिश निराली, अता बे-नज़ीर
ये वज़ीफ़ा है हर ग़म का दरमाँ, वक़ार !
ग़ौषे-आज़म मदद ! अल-मदद दस्तगीर
या ग़ौष ! अल मदद, या ग़ौष ! अल-मदद
ज़माने में अगर देखी तो शाने-क़ादरी देखी
नुबुव्वत के गुलिस्ताँ में विलायत की कली देखी
तजल्ली ही तजल्ली, रौशनी ही रौशनी देखी
दयारे-ग़ौष क्या देखा, मदीने की गली देखी
शैअन-लिल्लाह ! अब्दुल-क़ादिर जीलानी ! जीलानी
शैअन-लिल्लाह ! अब्दुल-क़ादीर जीलानी ! जीलानी
शहे-बग़दाद ने जिस पर करम की इक नज़र डाली
बना हर काम उस का, हो गई सब दूर बद-हाली
मेरे ग़ौषुल-वरा की शान तो क्या शान है आली
सुवाली आप के दर से नहीं लौटा कभी ख़ाली
शहंशाहो से भी बढ़ कर सख़ावत आप की देखी
दयारे-ग़ौष क्या देखा, मदीने की गली देखी (2)
क़ादरी फक़ीर, मैं हूँ क़ादरी फ़क़ीर (2)
सरकारे-ग़ौषे-आज़म, नज़रे-करम ख़ुदारा
मेरा ख़ाली कासा भर दो, में फ़क़ीर हूँ तुम्हारा
झोली को मेरी भर दो, वर्ना कहेगी दुनिया
ऐसे सख़ी का मंगता फ़िरता है मारा मारा
सब का कोई न कोई, दुनिया में आसरा है
मेरा ब-जुज़ तुम्हारे कोई नहीं सहारा
हमारी लाज किस के हाथ है, बग़दाद वाले के
मुसीबत टाल देना काम किस का, ग़ौषे-आज़म का
फ़िरिश्तों ! रोकते क्यूँ हो मुझे जन्नत में जाने से
ये देखो हाथ में दामन है किस का, ग़ौषे-आज़म का
दयारे-ग़ौष क्या देखा, मदीने की गली देखी (2)
शैअन-लिल्लाह ! अब्दुल-क़ादिर जीलानी ! जीलानी (2)
==================In English================
Main qadri, qadri, qadri ho0.n qadri
qadri, qadri, qadri hoo.n qadri
Qadri faqeer, main hoo.n qadri faqeer
Qadri faqeer, main hoo.n qadri faqeer
Qadri, sarwara, rahnuma, dastageer
Ghaus e aazam, imam e mubee.n, be-nazeer
Zikr tere tal jaaen sab mushkilen
Naam se tere paaen riha’ai aseer
Too jise chahe de, jis qadr chahe de
Teri bakhshish niraali, ata be-nazeer
Ye wazeefa hai har gham ka darman, Waqar
Ghaus e aazam madad, al-madad dastageer
Ya ghaus ! al-madad, ya ghaus ! al-madad
Zamane main agar dekhi to shaan e qadri dekhi
Nubuwwat ke gulistan main wilaayat ki kali khili
Tajalli hi tajalli, roshani hi roshani dekhi
Dayaar e ghaus kya dekha, madine ki gali dekhi
Shaian-lillah ! Abdul-qadir jeelani ! jeelani (2)
Shah e baghdaad ne jis par karam ki ek nazar daali
bana har kaam uska, ho gayi sab door bad-haali
Mere ghaus-ul-wara ki shaan to kya shaan hai aali
Suwaali aap ke dar se nahin lota kabhi khaali
Shahnshahon se bhi badh kar sakhaawat aap ki dekhi
Dayaar e ghaus kya dekha, madine ki gali dekhi (2)
Qadri faqeer, main hoo.n qadri faqeer(2)
Sarkar e ghaus e aazam, nazar e karam khdaara
Mera khaali kaasa bhar do, main faqeer hoo.n tumhaara
Jholi ko meri bhar do, varna kahegi duniya
Aese sakhi ka mangata, phirta hai maara maara
Sab ka koi na koi, duniya main aasara hai
Mera ba-juz tumhaare, koi nahin sahaara
Hamari laaj kis ke haath hai, baghdaad wale ke
Museebat taal dena kaam kis ka, ghaus e aazam ka
Firishton ! rokte kyoo.n ho mujhe jannat main jaane se
Ye dekho haath main daaman hai kis ka, ghaus e aazam ka
Dayaar e ghaus kya dekha, madine ki gali dekhi (2)
Shaian-lillah ! Abdul-Qadir jeelani ! jeelani (2)
Naat Khaan : Hafiz Tahir Qadri,
Hafiz Ahsan Qadri