Dil Se Diwana Hun Dastagir Ka|Ghaus-Ul-Wara Peeran e Peer Ka
दिल से दीवाना हूँ दस्तगीर का
अपने करम से भर दिया कासा फ़क़ीर का
दुनिया में मुझ को दे दिया रुतबा अमीर का
मैं क़ादरी हूँ, शुक्र है रब्बे-क़दीर का
हाथों में दामन है पीराने-पीर का
मुश्किल पड़े तो याद करो दस्तगीर को
बग़दाद वाले हज़रते-पीराने-पीर को
यही वो ग़ौष हैं मर्दों को जिलाने वाले
इन्हें कहते हैं मुहम्मद के घराने वाले
दिल से दीवाना हूँ दस्तगीर का
ग़ौषुल-वरा, पीराने-पीर का
ग़ौषुल-आज़म सब पीरों के पीर हैं
दुखियों के दाता हैं, दस्तगीर हैं
मर्तबा बड़ा है बड़े पीर का
ग़ौषुल-वरा, पीराने-पीर का
एक दिन देखिए दरिया पे हुवा उन का गुज़र
ग़म की मारी हुई बुढ़िया पे पड़ी उन की नज़र
रोती बुढ़िया नज़र आई तो वहाँ ठहर गए
उन को जाना था कहाँ और कहाँ ठहर गए
पूछा बुढ़िया से, बता किस ने सताया है तुझे
दुख दिया, दर्द दिया, किस ने सताया है तुझे
बोली बुढ़िया के समुंदर में बराती डूबे
जुतने पानी में थे डूबे हुवे साथी निकले
जूबी कश्ती थी वो निकाल दी
एक बुढ़ियी की क़िस्मत सँवार दी
लिखा पूरा हो गया तक़दीर का
ग़ौषुल-वरा, पीराने-पीर का
डूबी जो कश्ती थी निकाल दी
आई मुश्किल, मीराँ ! तुम ने टाल दी
जल्वा रोशन है रौशन ज़मीर का
ग़ौषुल-वरा, पीराने-पीर का
हसनी हैं, हुसैनी हैं, वो दस्तगीर
पंजतनी हैं मेेरे पीराने-पीर
मैं दीवाना हूँ उन की तस्वीर का
ग़ौषुल-वरा, पीराने-पीर का
इक नज़र, मीराँ मुहयुद्दीन कर
आप का दर छोड़ के जाए किधर
सदक़ा दे दो शब्बरो-शब्बीर का
ग़ौषुल-वरा, पीराने-पीर का
शान उन की वलियों में हैं बे-नज़ीर
मैं भी हूँ, अयाज़ ! उसी दर का ग़ुलाम
दामन वो भर देंगे मुझ ग़रीब का
ग़ौषुल-वरा, पीराने-पीर का
सारे आलम में है रौशन उन का ग़ुलाम
मैं भी हूँ, अयाज़ ! उसी दर का ग़ुलाम
मँगता हूँ मैं शहे-बे-नज़ीर का
ग़ौषुल-वरा, पीराने-पीर का
==================In English================
Dil Se Deewana Hun Dastageer ka Lyrics
Apne karam se bhar diya kaasa faqeer ka
Duniya main mujh ko de diya rutba ameer ka
Main qadri hun shukar hai Rabb e Qadeer ka
Haathon main mere haath hai peeran e peer ka]
Mushkil pade to yaad karo dastageer ko
Baghdaad wale hazrat e peeran e peer ko
Yahi wo ghaus hain murdon ko jilane wale
Inhen kahte hain Muhammad ke gharane wale
Dil se deewana hun dastageer ka
Ghaus-ul-wara, peeran e peer ka
Ghaus e aazam sab peeron ke peer hain
Dukhiyon ke data hain dastageer hain
Bartaba bada hai bade peer ka
Ghaus-ul-wara, peeran e peer ka
Aek din dekhiye dariya pe huwa unka guzar
Gham ki maari huyi budhiya pe padi unki nazar
Roti budhiya nazar aayi to wahan thahar gaye
Unko jana tha kahan aur kahan thahar gaye
Poochha budhiya se, bata kis ne sataaya hai tujhe ?
Dukh diya, dard diya, kis ne sataaya hai tujhe ?
Boli budhiya ke samandar main baraati doobe
Jitne pani main the doobe huye, saathi nikle
Doobi jo kashti thi wo nikaal di
Aek budhiya ki qismat sanwaar di
Likha poora ho gaya taqdeer ka
Ghaus-ul-wara, peeran e peer ka
Doobi jo kashti thi wo nikaal di
Aayi mushkil, meeran ! tum ne taal di
Jalwa roshan hai roshan zameer ka
Ghaus-ul-wara, peeran e peer ka
Hasani hain, Husaini hain, wo dastageer
Panjatani hain mere peeran e peer
Main deewana hun unki tasweer ka
Ghaus-ul-wara, peeran e peer ka
Ek nazar, meeran Muhiyyuddin ! kar
Aap ka dar chhod kar ke jaaen kidhar
Sadqa de do shabbar-o-shabbir ka
Ghaus-ul-wara, peeran e peer ka
Shaan unki waliyon main hai be-nazeer
Main bhi hun, “Ayaz” ! usi dar ka faqeer
Daaman wo bhar denge mujh ghareeb ka
Ghaus-ul-wara, peeran e peer ka
Saare aalam main hai roshan unka naam
Main bhi hun, “Ayaz” ! usi dar ka ghulam
Mangara hun main shah e be-nazeer ka
Ghaus-ul-wara, peeran e peer ka
Naat Khaan :
Yashfeen Ajmal Shaikh,
Muhammad Hassan Raza Qadri