Baraili tujhe Salaam | Ishq e Nabi Ki Sham’a Jala’ai Lyrics In HIndi And Roman English

इश्क़े-नबी की शमअ जलाई, तूने सुब्हो-शाम बरैली तुझे सलाम
तेरे जीलों में जल्वा फ़िगन है, अहले-सुनन का इमाम बरैली तुझे सलाम

आज भी तेरे, फ़ैज़ से आलम, नुरे-हिदायत पाता है
है तू यक़िनन, अहले-सुनन का, मर्कज़े-इस्लाम
बरैली तुझे सलाम, बरैली तुझे सलाम

तेरे क़लम का, हर हर जुम्ला, तीर की मानिन्द चुभता है
कुफ़्र का क़िलआ, ढैर हुआ है, सुन के रज़ा का नाम
बरैली तुझे सलाम, बरैली तुझे सलाम

क्युँ न अक़ीदत, तुझ से करें हम, जब के हम को तुझ से मिले
आला हज़रत, मुफ़्ति-ए-आज़म, हुज्जतु-ल्इस्लाम
बरैली तुझे सलाम, बरैली तुझे सलाम

फ़ल्सफ़ी हो या, मन्तिक़ी हो या, होके बड़ा साईन्सदाँ
दुश्मनी जिस ने, तुझ से करी है, हो गया गुमनाम
बरैली तुझे  सलाम, बरैली तुझे सलाम

बस कर “आरीफ़”, रख दे इतना, कह कर के तू अपना क़लम
इश्क़ का दरिया, इश्क़ सागर, इश्क़ का बहेता जाम
बरैली तुझे सलाम, बरैली तुझे सलाम



Ishq e nabi ki sham’a jala’ai, toone sub’h-o-shaam
Baraili tujhe salaam, baraili tujhe salaam
Tere jhilon main jalwa figan hai, ahl e sunan ka imaam
Baraili tujhe salaam, baraili tujhe salaam

Aaj bhi tere, faiz se aalam, noor e hidaayat paata hai
Hai too yaqeenan, ahl e sunan ka, markaz e islaam
Baraili tujhe salaam, baraili tujhe salaam

Tere qalam ka, har har jhumla, teer ki maanind chubhata hai
Kufar ka qil.aa, dhair huaa hai, sun ke raza ka naam
Baraili tujhe salaan, baraili tujhe salaam

Kyoo.n na aqeedat, tujh se karen ham, jab ke ham ko tujh se mile
Aala Hazrat, Mufti e Aazam, Hujjatul-islaam
Baraili tujhe salaam, baraili tujhe salaam

Falsafi ho ya, Mantiqi ho ya, ho ke bada sains-daa.n
Dushmani jis ne, tujh se kari hai, ho gaya gumnaam
Baraili tujhe salaam, baraili tujhe salaam

Bas kar “Aarif“, Rakh de itna, kah kar ke too apna qalam
Ishq ka dariya, ishq ka saagar, ishq ka baheta jaam
Baraili tujhe salaam, baraili tujhe salaam

Naat Khaan : Maulana Raza e Rasool Amanati

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top