Durood e Ahle e Bait, Padhate Hain Gar Durood To Milta Sawab Hai

Durood e Ahle e Bait, Padhate Hain Gar Durood To Milta Sawab Hai

Allahumma salli ala sayyidina wa maulana muhammad wa’ala sayyidina Aliyyi- wwa-Sayyidatina Fatima Wa sayyidatina Zainab Wa sayyidina Hasan Wa Sayyidina Husain Wa’ala aalihi wa sahbihi wa baarik wa sallim Piyare nabi ki zaat par Rab ka durood hai Sultan e dojahan par sab ka durood hai Zahara pe bhejte jo durood-o-salam hai Voh sachche ghulam … Read more

Karbala Ke Jaan-Nisaaron Ko Salam

Karbala Ke Jaan-Nisaaron Ko Salam

Karbala ke jaan-nisaaron ko salam Fatima Zahara je piyaron ko salam Mustafa ke maah paaron ko salam Naujavanon gool-baharon ko salam Karbala teri baharon ko salam Jaan- nisaari ke nazaron ko salam Ya husain Ibn e Ali Mushkil Kusha Aapke sab jaan-nisaaron ko salam Akbar-o-Asgar pe jaan qurban ho Mere dil ke tajdaron ko salam … Read more

Woh Shaher e Muhabbat Jahan Mustafa Hain

Voh Shaher e Muhabbat Jahan Mustafa Hain

वो शहरे-मोहब्बत, जहाँ मुस्तफ़ा हैं वो शहरे-मोहब्बत, जहाँ मुस्तफ़ा हैं वहीं घर बनाने को जी चाहता है वो सोने से कंकर, वो चाँदी सी मट्टी नज़र में बसाने को जी चाहता है जो पूछा नबी ने, के कुछ घर भी छोड़ा तो सिद्दीक़ अकबर के होंठों पे आया वहाँ मालो-दौलत की क्या है हक़ीक़त जहाँ … Read more

Sultan e Karbala Ko Hamara Salaam Ho

Sultan e karbala ko hamara salam ho Janan e Mustafa ko hamara salam ho Abbas e Namdar hain zakhmon se churchur Us paikar e raza ko hamara salam ho Akbar se naujavan bhi ran bhi ran me hue shahid ham shakl-e-mustafa ko hamara salam ho bhai, bhatije, bhanje, bhi sab ho gaye nisar har lal’e-be-baha … Read more

Marhaba Marhaba Aye Ali Ke Pisar

Marhab marhaba aye ali ke pisar tum pe lakhon salam tum pe lakhon salam Fatima sayyada ke aye lakht e jigar Tum pe lakhon salam tum pe lakhon salam Pairvi ki muhammad ke paigham ki Aabru tumne rakhli hai islam ki Tum se shadab deen e nabi ka shajar Tum pe lakhon salam tum pe … Read more