Mujhe Koofa Walon Musafir Na Samjho
Mujhe koofa walon musafir na samjho Main aaya nahin hun bulaya gaya hun Maheman bana kar sataya gaya hun Main roya nahin hun rulaya gaya hun Khema jalaya,saman bhi luta Ghuncha bhi chheda,Gulistan bhi chhuta Bahisht e bari main maka ban raha hun Main ujhda nahi hun basaya gaya hun Khuda jane kaisi hai ye … Read more