Mere Gyarahwin Wale Peer Ghaus e Aazam Dastgeer Lyrics

मुश्किल पड़े तो याद करो दस्तगीर को
बग़दाद वाले हज़रते-पीराने-पीर को

या ग़ौष ! अल-मदद
या ग़ौष ! अल-मदद

या जीलानी ! शैअन-लिल्लाह
या जीलानी ! शैअन-लिल्लाह

ख़ुदा के फ़ज़्ल से हम पर है साया ग़ौषे-आज़म का
हमें दोनों जहाँ में है सहारा ग़ौषे-आज़म का

ख़ुदा के फ़ज़्ल से हम पर है साया ग़ौषे-आज़म का
ख़ुदा के फ़ज़्ल से हम पर है साया ग़ौषे-आज़म का

या शाहे-जीलाँ ! करम है तेरा

मेरे ग्यारहवीं वाले पीर, ग़ौषे-आज़म दस्तगीर
तेरे दर का में फ़क़ीर, ग़ौषे-आज़म दस्तगीर
तेरा रुत्बा बे-नज़ीर, ग़ौषे-आज़म दस्तगीर
मेरी चमका दी तक़दीर, ग़ौषे-आज़म दस्तगीर

हमारी लाज किस के हाथ है ! बग़दाद वाले के
मुसीबत टाल देना काम किस का ! ग़ौषे-आज़म का

ख़ुदा के फ़ज़्ल से हम पर है साया ग़ौषे-आज़म का
खुदा के फ़ज़्ल से हम पर है साया ग़ौषे-आज़म का

मुहम्मद का रसूलों में है जैसे मर्तबा आला
है अफ़ज़स औलिया में यूँ ही रुत्बा ग़ौषे-आज़म का

ख़ुदा के फ़ज़्ल से हम पर है साया ग़ौषे-आज़म का
ख़ुदा के फ़ज़्ल से हम पर है साया ग़ौषे-आज़म का

जनाबे-ग़ौष दूल्हा और बराती औलिया होंगे
मज़ा दिखलाएगा महशर में सेहरा ग़ौषे-आज़म का

निदा देगा मुनादी हश्र में यूँ क़ादरियों को
किधर हैं क़ादरी ? कर लें नज़ारा ग़ौषे-आज़म का

मुख़ालिफ़ क्या करे मेरा के है बे-हद करम मुझ पर
ख़ुदा का, रहमतुल-लिल-आलमीं का, ग़ौषे-आज़म का

मेरे ग्यारहवीं वाले पीर, ग़ौषे-आज़म दस्तगीर
तेरे दर का मैं फ़क़ीर, ग़ौषे-आज़म दस्तगीर
तेरा रुत्बा बे-नज़ीर, ग़ौषे-आज़म दस्तगीर
मेरी चमका दी तक़दीर, ग़ौषे-आज़म दस्तगीर

जमीले-क़ादरी ! सौ जान से क़ुर्बान मुर्शिद पर
बनाया जिस ने मुझ जैसे को बंदा ग़ौषे-आज़म का

ख़ुदा के फ़ज़्ल से हम पर है साया ग़ौषे-आज़म का
ख़ुदा के फ़ज़्ल से हम पर है साया ग़ौषे-आज़म का



Mushkil pade to yaad karo dastageer ko
Baghdaad wale hazrat e peeran e peer ko

Ya ghaus ! al-madad
Ya ghaus ! al-madad

Ya jeelani ! shai’an-lillah
Ya jeelani ! shai’an-lillah

Khuda ke fazl se ham par hai saaya ghaus e aazam ka
Hamen donon jahan main hai sahaara ghaus e aazam ka

Khuda ke fazl se ham par hai saaya ghaus e aazam ka
Khuda ke fazl se ham par hai saaya ghaus e aazam ka

Ya shaah e jeelan ! karam hai tera

Mere gyarahwin wale peer, ghaus e aazam dastageer
Tere dar ka main faqeer ! ghaus e aazam dastageer
Tera rutba be-nazeer, ghaus e aazam dastadeer
Meri chamka di taqdeer, ghaus e aazam dastageer

Hamari laaj kis ke haath hai ! baghdaad wale ke
Museebat taal dena kaam kis ka ! ghaus e aazam ka

Khuda ke fazl se ham par hai saaya ghaus e aazam ka
Khuda ke fazl se ham par hai saaya ghaus e aazam ka

Muhammad ka rasoolon main hai jaise martaba aala
Hai afzal aauliya main yoo.n hi rutba ghaus e aazam ka

Khuda ke fazl se ham par hai saaya ghaus e aazam ka
Khuda ke fazl se ham par hai saaya ghaus e aazam ka

Janaab e ghaus dulha aur baraati aauliya honge
Maza dikhla’aega mahshar main sehra ghaus e aazam ka

Nida dega munaadi hashr main yoo.n qadriyon ko
Kidhar hain qadri ? kar lain nazaara ghaus e aazam ka

Mukhaalif kya kare mera  ke hai be-had karam mujh par
Khuda ka, Rahmatul-lil-Aalamin ka. ghaus e aazam ka

Mere gyarahwin wale peer, ghaus e aazam dastageer
Tere dar ka main faqeer, ghaus e aazam dastageer
Tera rutba be-nazeer, ghaus e aazam dastageer
Meri chamka di taqdeer, ghaus e aazam dastageer

Jameel e Qadri” ! sau jaa.n se qurbaan murshid par
Banaaya jis ne mujh ko banda ghaus e aazam ka

Khuda ke fazl se ham par hai saaya ghaus e aazam ka
Khuda ke fazl se ham par hai saaya ghaus e aazam ka

 

Shayar : Maulana Jamil-ur-Rahman Qadri
Naat Khaan : Hafiz Tahir Qadri

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top